Phir Na Aisi Raat Aayegi Lyrics - Laal Singh Chaddha - Arijit Singh | LyricsThela

 

Phir Na Aisi Raat Aayegi Lyrics - Laal Singh Chaddha - Arijit Singh | LyricsThela

Phir Na Aisi Raat Aayegi Lyrics from Laal Singh Chaddha is a latest Hindi Song Sung by Arijit Singh and this latest song is featuring Aamir Khan and Kareena Kapoor

This latest Hindi song is written by Amitabh Bhattacharya  and Music Composed by Pritam.


"PHIR NA AISI RAAT AAYEGI" SONG INFO

SingerArijit Singh 
AlbumLaal Singh Chaddha 
LyricistAmitabh Bhattacharya 
MusicPritam 
DirectorAdvait Chandan 
CastAamir Khan, Kareena Kapoor 
ChoreographyRaju Khan 
Director Of PhotographySetu(ISC)


PHIR NA AISI RAAT AAYEGI LYRICS 

Phir na aisi raat aayegi
Yun humein jo saath laayegi
Phir na aisi raat aayegi
Yun humein jo saath laayegi

Nazdeek se raat bhar
Dekh loon main tumhe
Jaane na doon iss dafa
Rok loon main tumhe

Tum saamne sach mein ho
Ya koi khwaab hai
Khud pe nahin hai yakeen
Poochh loon main tumhe

Phir zubaan pe ek martaba
Aaj dil ki baat aayegi
Phir na aisi raat aayegi
Yun humein jo saath laayegi

Kya yeh mumkin hai kabhi
Tum mere ho paaoge
Main yeh baahein khol dunga
Tum gale lag jaaoge

Jis tarha ummeed se
Dekhta hun main tumhe
Tum mujhe bhi uss nazar se
Dekhne lag jaaoge

Ya isi ummeed mein meri
Zindagi guzar jaayegi
Phir na aisi raat aayegi
Yun humein jo saath laayegi..

Nazdeek se raat bhar
Dekh loon main tumhe
Jaane na doon iss dafa
Rok loon main tumhe

Tum saamne sach mein ho
Ya koi khwaab hai
Khud pe nahin hai yakeen
Poochh loon main tumhe

PHIR NA AISI RAAT AAYEGI LYRICS IN HINDI 


उम्म.. ओ.. ओ..

फिर न ऐसी रात आएगी
यूं हमें जो साथ लाएंगे
फिर न ऐसी रात आएगी
यूं हमें जो साथ लाएंगे

नज़दीक से रात भर
देख लूं मैं तुम्हें
जाने न दूं इस दफा
रोक लूं मैं तुम्हें

तुम सामने सच में हो
या कोई ख़्वाब है
खुद पे नहीं है यक़ीं
पूंछ लूं मैं तुम्हें


फिर जुबां पे एक मरतबा
आज दिल की बात आएगी
फिर न ऐसी रात आएगी
यूं हमें जो साथ लाएंगे

ओ.. ओ..
ओ.. ओ..

क्या ये मुमकिन है कभी
तुम मेरे हो पाओगे
मैं ये बाहें खोल दूंगा
तुम गले लग जाओगे

जिस तरह उम्मीद से
देखता हूं मैं तुम्हें
तुम मुझे भी उस नजर से
देखने लग जाओगे

या इसी उम्मीद में मेरी
जिंदगी गुजर जाएगी
फिर न ऐसी रात आएगी
यूं हमें जो साथ लाएंगे

नज़दीक से रात भर
देख लूं मैं तुम्हें
जाने न दूं इस दफा
रोक लूं मैं तुम्हें

तुम सामने सच में हो
या कोई ख़्वाब है
खुद पे नहीं है यक़ीं
पूंछ लूं मैं तुम्हें

ओ.. ओ..
ओ.. ओ..


Written By: Amitabh Bhattacharya 



Recommended Songs -


PHIR NA AISI RAAT AAYEGI VIDEO


Related Posts